Hi friends
Aapka blog to pehle se hoga hi agar nahi to pahle aap 1 new blog bna le
Blogger par Free Website (Blog) Kaise Banate Hai.
blog create karne k bad aapko usme ost karni hai.
aap jis article par apni post likhna chahte ho aapko uske baare me pura pata hona chahiye. means aapko uski knowledge honi chahiye
Blogger Par Post Kaise Kare
sabse pehle aap Blogger ki site par jakar sign in kare sign karne ke baad dashboard me jae
Deshboard me aapko ek new post ka option dikhega lieft side me
1. Apni Post Ki Heading Daale Title Me Jiske Baare Me Aapki Post Hai Jiske Baare Me Aap Likhna Chahte Hai.
2.post me kya likhna chahiye -isme aapko wo likhna h jo ki aap visiter ko samjhana chahte h ya apni knowledge share karna chahte h
3.post ko chote chote peragraph me likhe taki search me bhi aaye or visiter ko read karne me bhi koi problam na ho
4. Apne post se sambandit ek image bhi jarur daale taaki visitor ek dam samajh jaaye aaapke article k bare me.
5. Post ko kisi dusre ki website se copy na kare isko apne hisaab se likhe agar copy kiya hoga to aap usse paise nahi kama sakte h kyonki adsense copy ki hui post ko accept nahi karta isliye kisi ka article copy na kare.
6. Aapki post me link honi chahiye
7. post me minimum 300 word hone chahiye
Post ko pura likhne ke baad right side me publish ka option hoga vaha click karke apni post publish karde
Aapki Post Publish ho Jaayegi
Agar koi Problem Hai To Comment Me Likhe Me Aapki Jarur Help Karunga
0 comments:
Post a Comment