Hello friends
Is post me aapko is post me website me template upload karna ya change karna btaunga .
Blogger me aap site ko apne hisab se bana sakte hp. or use ko dikha sakte ho. blogger ki design ko accha karne ke liye hm template upload karte h kyonki sabhi template me alag alag feture hote h
Template alag alag hote h agar aap business ke liye blog bna rahe ho to ya aap tour ke liye jo chaho uske liye template upload kar sakte ho
Blogger Par Template Kaise Upload Kare
Step 1.Blogger par sign in karke dashboard me jaye
Dashboard me left side me menu h usme niche se dusre Par template naam h us par click karen
Step 2.template section me jaye.
Ab aap dekhenge ki page ke right side me upar backup and restore naam likha h
Step 3.backup/restore par click karen .
Ab aapke samne 1 popup window open hogi
Step 4.usme pahle aap download full template par click karen kyonki.....
jo aapka template download hoga vo already xml file me hoga isliye aap usse phor se upload bhi kar sakte h.
Step 5.phir choose file par click karen or apna template choose karen .
Note->aapka jo template hai wo xml format me hona chahiye nahi to wo upload bhi nahi hoga
Step 6.last me upload par click kar de.
upload karne k bad aap apna blog ki designing dekh sakte hai.
Post Apne Friends Se Share Jarur Kare
0 comments:
Post a Comment