Wednesday, 25 May 2016

Android Smartphone Ki Screen ko Kaise Record





Hi Friends

Aaj Ki IS POst Mai Aapko Bataunga Ki Aap Apne Android Phoen Ki Screen Ko Kaise Record Kar Sakte Hai.Aaj mai aapko 2 apps bataunga jinki madad se aap apne smartphone ki screen ko easily record kar sakte hai vo bhi free of cost to chaliye jaante hai.


Android Phone Ki screen record karne k liye aapko kya chahiye -

1. rooted phone    (Android Mobile Ko Kaise Root Kare Bina Pc ke)
2. android KitKat

Agar Apke Android Me Lolipop Hai to Aapko Phone Root KArne Ki Jarurat Bhi Nahi Hai

Android Phine Ki Screen Kaise Record Kare

KitKat User k liye steps

1. Pehle Aap Yaha Se Scr Pro App Download Karke Install Kar.

2. scr pro app open kare ek floating menu dikhega


1. Setting pr click karke encoder me Software MPEG-4 ko select kare or back karde.



2.  Fir Aap Recording Ke Button Par Click Kare Iske Baad Aapke Mobile Ki Screen Record Honi Shuru Ho Jayegi

3.  Screen Recording Stop Karne Ke Liye Notification bar Me Ja Kar Reocrding Ke Option Par Click Kare Aapki Screen Recording Band Ho Jayegi Fir Aap Us Recording ko Dekh Sakte Hai.

Lolipop User yeh steps follow kare

1. First Playstore Se  AZ Screen Recorder App Download Karke Install Kare

2. Install Karne K Bad 1 Floating Windows Isme Bhi Open Hogi




1. Record Ke Button Par Click Kare Aur Recording Shuru Ho Jayegi

2. Aap Settings Me Ja Kar Screen Recording Ki Quality Resolution Apne Hisaab Se Set Kar Sakte Hai

Ab Aap Jaan Chuke Hai Ke Android Mobile Ki Screen ko Kaise Record Karte hai Maine Is Post Me 2 App Ke Baare Me Bataya First Scr Pro And Second A Z Screen Recorder

Agar Aapke Phone Me Kitkat Hai Toh Aap Scr Pro Ka Use Kare Par Uske Liye Aapka Phone Root Hona Chahiye 

Jaane Apna Android Smartphone Kaise Root Kare


Agar Aapke Phone Me Lolipop Version Hai Toh Aap Without Root Ke Bhi Screen Record Kar Sakte Hai A Z Screen Recorder Ki Maddad Se

To Friends Aaj Humne Sikha Ki ANdroid Ki Screen Kaise Record Karte 

Agar Aapko yeh post achhi kagi to share and comment jarur kare






6 comments:

Popular Posts