Wednesday, 8 June 2016

Blogger par Free Website (Blog) Kaise Banate Hai. How To Make Free Website (Blog) On Blogger

Hello friends

Aaj is post mai aapko free website (blog) ke baare me bataunga. Agar aap apna online businiss karna chahte hai. ya apni knowledge ko ya apne tallent ko duniya se share karna chahte ho. to aapki website honi chahiye h or aaj mai aapko is post me yahi bataunga ki kaise hum free website (blog) bana sakte hai blogger par. www.blogger.com kya hai.  blogger google ki ek free service h jis aapki free website banegi. vise to free website banane ki or bhi website hai. jaise 


wordpress.com aap is par bhi free website bana sakte hai. lekin blogger jo website hai yeh google ki hi h or ye kabhi bhi band nai ho sakti. agar yeh kisi karan se band hogi to google aapko 6 month se pahle hi notification  bhej deta h 

Free Website (Blog) Banane k liye

Aap Yeh Steps Follow Kare

Step 1. www.blogger.com par jaye 

Agar aapke pass pahle se gmail account hai to usse log in karen agar nahi hai to phir pahle gmail account bnaye.





Gmail se login karne ke baad 1 page open hoga

Step 2.blog bnane ke liye New blog par click karen 

Aap Yeh Bhi Pade 



Step 3.Ek new page open hoga  is page par aapko apne blog ka title apni website ka name (url) or uska template select karna h.uske baad Create blog par click karna h.



1.Title => isme aapko apne blog ka naam likhna h.

2.Addriss => apni website ka name likhna h jo phle se kisi ne na liya ho. 

3.Template => niche diye hue template disign me se kisi 1 ko select karen. 

4.Create Blog => last me aap is button par click kar de.

Aapki website ready ho gayi ab aapko is me post karni hai. 1 baat aapki website ki link me blogspot bhi sath me lagega jaise ki aapki link h megamindtricks1 to aapki link hogi 

www.megamindtricks1.blogspot.com 

agar aap chahte ho ki .blogspot ko remove ho jaaye or direct www.megamindtricks1.com khule to aap rakh sakte h lekin uske liye aapko domain kharidna karna hoga jo ki aap aasani se www.godaddy.com se kharid sakte or uske paise lagte h market me bahut sari company h jo free domain ki servise bhi provide karti  h 

AGAR AAPKO KOI PROBLAM HAI TO AAP COMMENT KARKE PUCH SAKTE HAI

COMMENT AND SHARE 



0 comments:

Post a Comment

Popular Posts