Friday, 8 July 2016

In Keyboard Shortcut Keys Se Chalaye Bina Mouse K Computer Easily



Hello Friends

Aaj Ki is post mai aapko keyboard ki shortcut keys batane vaala hu jiski madad se aap apne computer ya laptop ko wasily control kar sakenge. jyaadatar logo ko dikkat aaati hai ki unka mouse kam karna band. ya kharaab ho jaata kabhi kabhi chalta hai or chalte chalte ruk jaata hai. yeh dikkat logo ko hoti hai. jisse ve apne computer me achhi tarah se kam nahi kar paate. or unhe bahut hi dikkat aati hai. kyonki unhe shortcut ki ata nahi hote or veh gusse m aakar apna kam chhod dete hai or apne computer or laptop ko band kar dete hai. jyaadatar yeh dikkat laptop m aati hai unka mpuse bahut hi jaldi se kharaab hota. to friends mai aapko computer ki kuch shortcut ki batane ja raha hu jinki madad se aap apne computer ko easily control kar paaoge. to chaliye jaaante hai,


My Computer open krne k liyw  -- Window Key+ E

Kisi Bhi widow ko close krne k liye -- Windows Key+ W

Run Comaand ko open krne k liye -- Window key+ R

Desktop pr sidha jaane k Liye --  Window Key+ D

Kisi Bhi open window ko minimize krne k liye -- CTRL+ M

Minimize ko Open krne k Liye -- ALT+ TAB

File Ko Rename krne K liye -- F2 Key Dabaaye

Computer Ko ShutDown krne k liye -- ALT+ F4

Next option pr jaane k liye -- TAB Dabaye

File Ki properties check krne k liye -- ALT+ ENTER


Open Dialog Box Ko Krne K Liye -- CTRL+ O

Close K lIye -- ESC Button Dabaye

Copy Krne K liye -- CTRL+ C

Cut Karne K liye -- CTRL+ X

Paste Karne K liye -- CTRL+ V

Undo Krne K Liye -- CTRL+ Z

(Redo) Undo Ko vapas Karne Liye -- CTRL+ Y  

Kisi bhi cheez ko Print Krne K liye -- CTRL+ P Dabaye

Search Krne K liye -- CTRL+ F

VLC m Movie Forward Krne K liye -- CTRL+ Right Arrow 

Or Backward Krne K Liye -- CTRL+ Left Arrow

Computer Ko Lock Karne K Liye -- CTRL+ L

Dosto Umeed Krta Hu Ki Aapko Yeh Post Se Madad Mili Hogi

Aisi Hi Jaankari K Liye Bane Rahe Humari Website Megamindtrick.blogspot.in Pr

Share Krna Na Bhule 





0 comments:

Post a Comment

Popular Posts