Hello Friends
Aaj Ki is post mai me aapko apne phone ka full back up karna bataunga. Jaisa ki aap log jaante hai ki phone ka backup hona humare pas kitna important hai. Isse humara sara data save ho jaata hai. jiska istemaal hum phone chori hone k bad koi new phone lete ya fir koi hum koi phone change karre hai ya fir hum kisi phone ko restore kar rahe jab inme se koi process hota hai to humara bdata ki back up file bahut kaam aati hai jiske andar aapka saara data save rehta.vaise to android phone k back lene k liye unlimited tarike hai. aap google drive ki help se apne phone ka backup le sakte hai or fir usko jarurat aane par restore bhi kar sakte 1 email address k duara. basically j o data aapke phone k andar hai usko copy karke save karke rakhna usko backup bolte hai. vaise to aap samajh gaye honge ki backup or restore kya hota hai. aaj mai aapko aisi apps bataunga ka jinki help se hum apne apps, contect , text messages,photo etc ka full back le sakte hai. to jaliye jaante hai kaise:---
Apne Phone Ka Full Backup Kaise kare
Steps Follow Kare
Step 1. Sabse Pehle Aap Apne Phone Me "Easy BackUp&Restore" App Download Kare
Step 2. Open karne ke bad ye aap se puchega ki kya aapko abhi new backup karna hai, toh aap yes par click kariye. Yes par click krne ke bad ek popup window khulegi vaha aapko select karna hai ki aapko konse konse item ka backup save karna hai toh sabhi items par tick karke, aur OK par click kar dijiye.
Step 3. Ab Aapse puchega ki aapko back-up file kaha par save karni hai. vaha sd card select karke and select karne k bad Default Storage par tick karke ok kar dijiye
Step 4. Ab Aap chahe to apni back-up file ka name change karke apne hisaab se jo rakhne chahe vo rakh sakte hai. change karne k bad OK par click ki jiye. OK par click karte hi aapki back-up file banni start ho jayegi or back up successfully save ho jayega
Ab Aapki Back File Ready Use Karne K Liye or Apne Phone Ko Restore Karne K Liye
So Ab Aapko Back Lena to aahi gaya hoga. ab samjo ki aapko apni back file ko restore karna hai e1 new phone me toh aap kaise karenge. to pehle aapko us phone me easy back up app install karni padegi or vo back up file restore karni padegi. To Chaliye jaante ki back up file ko restore kaise karte hai
Apni Back-Up File Ko Restore Kaise Kare.
Steps Follow Kare
Step 1. Apne phone me easy backup & restore open kare
Step 2. Open karne k bad ab aapko restore ka option dikhega us par click kariye. click karne k bad aap vo destination select kariye jaha par aapki backup file save hai us drive par click kariye
Step 3. Select karne k bad jitni bhi backup file hongi vo sachi aapke phone show hone lagegi jo sabse newest hogi us par click kare click karte hi all data aapka restore ho jayega.
I hope ki Aapko Saara ka Saara Process Samajh Me Aa Gaya Hoga
Post Achhi Lagi to Apne Dosto Se Share Jarur Kare Taki Ve Bhi Iske Bare M Sikh Sake
0 comments:
Post a Comment