Hi Friends
Bahut se log apne mobile pattern, pin ya password laga kar rakhte hai apni security k liye but kai bar aisa hota hai ki ve lock laga kar bhul jaate hai or kai bar try karne k karan mobile lock ho jaata hai. or email password mangne lagta or kai log email passsword bhi bhul jaate jate hai. fir ve market m lock khulvaane k liye jaate hai to dukan vaale unse is chhoti si chij ko thik karne k bhut saare paise leta.
to mai aaj aapko bataunga ki aap wasily apne android phone ka lock kaise tod sakte hai. or apne paise kaise bacha sakte hai.

Samsung Android Phone Ke Pattern, pin and password Lock Ko Unlock Kaise Kare
Step 1
Sabse pahle apna Phone Switch off kar de. Fir on karte samay Velume Up Key + Home Key aur Power On Key ek sath 15 second tak daba kar On kijiye.
Step 2
Ab ek Boot Menu khulega usme Wipe Data/ Factory Reset ka option hoga us ko Select kariye. Select karne ke liye Volume Up aur Velume Down ka Istemal kijiye.Fir Home Botton ki sahayta se Faktory Reset me Ok kar de
fir 3-4 minute ki processs hogi aapka phone reboot ho jaayega agar nahi hota hai to aap "reboot" option ko select krke reboot kar sakte hai
NOTE- agar aapke option Velume Up Key + Home Key aur Power On se nhi aate to aap volume up ki jagah volume down use karna. option aa jayenge
aapka samsung android smartphone successfully unlock ho chuka hai
Other Android Smart Phone Ke Pattern, pin and password Lock Ko Unlock Kaise Kare
Step 1
Sabse pahle apna Phone Switch off kar de. Fir Velume Up Key aur Power On Key ek sath 15 second tak daba kar On kijiye.
Step 2
Ab ek Boot Menu khulega usme Wipe Data/Factory Reset option ko Select kariye. Select karne ke liye Velume Up aur Velume Down ka Istemal kijiye. Fir Power On Botton se Faktory Reset option par Ok kar dijiye.
NOTE- agar aapke option Velume Up Key + Power On se nhi aate to aap volume up ki jagah volume down use karna. option aa jayenge
Apka Phone unlock ho jayega aur Pattern Lock bhi hat gayega.
Aapko Yeh Post Pasand aayi to Share Jarur Comment jarur kare
0 comments:
Post a Comment