Wednesday, 25 May 2016

Youtube Top 5 Usefull Tricks by megamindtricks



Aaj ham Youtube Ke Bare Mein Baat Karenge Youtube world Me Sabse badi Video sharing karne Wali Website Hai Youtube par Kai log Har Roj videos Dekhte hai Aur Upload Karte Hai Aur Aaj Kal Th Kayi Log Youtube Se Accha Khasa Paisa Bhi Kama Rahe Hai.


YEH BHI PADE


                            Computer Par Android Apps Or Game Kaise Chalaye


                            Computer PAr Whatsapp Kaise Chalaye Bina Software Ke

Par Aaj Main Apko Youtube Ki Kuch 5 Top Tricks Btaunga. In youtube Tricks ko acche Se Jaan Kar Aap youtube Ko Aur Asaani se Chala Sakte Hai Toh Chaliye Jaante

Youtube Top 5 Tricks In Hindi

1.  Youtube Video Kaise Download Kare. -  

Youtube Video Download Karne Ke Liye Apko Video Ke url Me "Youtube" Ko  "ssyoutube" Se Replace Karna Hai

Example -  



Uske bad aap videos file quality select kr ke download kar sakte ahi.

2. Youtube Video Ki Audio Mp3 kaise Download Kare -  

Youtube Video ki Audio File Ko Download Karne Ke liye Video Ke url Mein "Youtube" Ko "listentoyoutube" Se Replace Kare

Example -  


After Replace    -   https://www.listentoyoutube.com/watch?v=RXMqZqNqRCk


3. Youtube Video Se Gif Image Kaise Create Kare -  

Youtube Video Se gif Image Create Karne Ke Liye Video Ke Url Mein "Youtube" Ko "gifyoutube" Se Replace Kare

Example -  


After Replace     -  https://www.gifyoutube.com/watch?v=RXMqZqNqRCk

4.  Youtube Video ko Repeat Me Kaise lagaye - 

Youtube Video Ko Repeat Me lagane Ke Liye Aapko Jis Video Ko Repeat Me Lagana Hai Us Video Ke Url Mein "Youtube" Ko "Listenonrepeat" Se Replace Karna Hai.

Example -  


After Replace     -  https://www.listenonrepeat.com/watch?v=RXMqZqNqRCk

5. Youtube TV Play Youtube Some Diffrent

Is Trick se Aap youtube Ko bina Mouse ke Sirf keyboard Bahut achhi tarah chala sakte Hai Is Trick se Youtube poori Trah se change ho jayega


Ise use ke liye Apko Apne Pc ke Browser Mein  https://www.youtub.com/leanback Type Karna Hai



Toh Ab Aap In Sab Tricks Ko Achi Trah Se Samaj Gaye Honge Ab Aap In Sabhi Tricks Ko apne Pc Aur Laptop Mein Try karke Dekhe Agar kuch problem aaye to aap comment karke puch sakte hai

0 comments:

Post a Comment

Popular Posts