YOU TUBE PAR VIDEO KAISE UPLOAD KARTE H
Hi dosto
TO CHLIYE SIKHTE H
YOU TUBE PAR VIDEO KO KAISE UPLOAD KARTE H
STEP FOLLOW KAREN
STEP 1.www.you tube.com par jaye or ab right side me upar sign in ka option h us par click karke apne gmail se log in karen
agar aapki gmail id nai h to pahle bna le
step 2.jab aap apne gmail se log in ho jayenge to aapko upar upload ka option bhi aayega aapko us par click karna h
step 3.jab wo aapse chhanal ka naam puchta h to aapko usme apne you tube chhanal ka naam type karna h uske baad aapke samne upload ka option aayega jaisa ki photo me h
Video For TutoriL
Hi dosto
Mera naam Mehmood h ye website mene bnai h. ye website mene aapki computer / internet se related help karne ke liye bnai h. aaj is post me aapko youtube ke baare me or us par video upload kaise karte h uske bare me bataunga you tube jo ki google ki 1 free servise h jis par hm video upload kar sakte h or apna tallent duniya ke sath share kar sakte h vaise to google ki bahut sari free servise h lekin kuch aisi servise h jo ki bahut hi important h aisi hi kuch websites ke bare me me aapko apni site par btaunga es post me me aapko you tube par video upload karna btaunga agar aapko paise kmane h to mene eske baree me aage or bhi post share ki h aapke liye
TO CHLIYE SIKHTE H
YOU TUBE PAR VIDEO KO KAISE UPLOAD KARTE H
STEP FOLLOW KAREN
STEP 1.www.you tube.com par jaye or ab right side me upar sign in ka option h us par click karke apne gmail se log in karen
agar aapki gmail id nai h to pahle bna le
step 2.jab aap apne gmail se log in ho jayenge to aapko upar upload ka option bhi aayega aapko us par click karna h
step 3.jab wo aapse chhanal ka naam puchta h to aapko usme apne you tube chhanal ka naam type karna h uske baad aapke samne upload ka option aayega jaisa ki photo me h
step 4.ab aapko select files to upload par click karna h or pc se apni video ko choose karna h jo video aap you tube par upload karna chahte h
step 5.file select karne ke baad wo upload hona start ho jayegi
step 6.jab video puri upload ho jayegi to publish naam aayega aapko us par click karna h click karte hi aapki video upload ho jayegi or jab aap apna chhanal search karenge to wo video aa jayegi
jab video upload hogi to ussi bich aap uske naam change kar sakte h
jo bhi video me h aapko uska ya jo bhi aap video ka naam rakhna chaho rakh sakte ho
description me aapko wo likhna h jo ki video me h jaise ki aap ki video me knowledge ki h to aap description me likh sakte h video ka description thoda bada likhe
3 number par aapko tags ka option milega jisse ki aap video me tag bhi laga sekte h
taki jab koi video search kare to usme aapki bhi video.
Comment And Share
thanks you
Video For TutoriL
0 comments:
Post a Comment