Laptop Me Notepad se Hospot Kaise Banaye. Internet Sharing K liye.
Hello Friends,is post me mai aapko bataunga ki kaise aap hotspot bana sakte hai. Notepad ki madad se vo bhi very easy.
Agar aap apne Mobile me internet chalana chahte hai ya phir koi LAN game apne dost ke sath khelna chahte hai to apne Laptop me Hotspot banaye aur Apne laptop ki madad se apne mobile me internet chala skte hai.Aap agar apne Laptop me Hotspot banate hai to iske kai fayde hai jaise iske jariye aapke dost ya family brother sister Internet chala payenge.

mai aapko trick bata raha hu isme koi software ki jarurat nahi hai isme aapko notepad ki jarurat hai jo ki har Window Laptop me hota hi hai.
To Chaliye jante Hai Ki Notepad Ki Madad Se Computer Me Hotspot kaise Banate Hai.
step.1 Sabse Notepad Khole aur niche diye gaye code ko copy karke Notepad me Paste karde.
netsh wlan set hostednetwork mode=allow ssid="Wifi Name" key= "jo aap key rakhna chahte hai"
netsh wlan start hostednetwork
Step 2:MegaMind ki jagah aap jis naam se Hotspot banana chahte hai uska naam likhiye. mega1234 ke jagah par Apna Password likhiye jo Security aap apne wifi k liye rakhna chahte hai. (Aap jo bhi Key ke aage likhenge wo aapke hotspot ka password hoga)
Step 3: Ab iss file ko WifiStart.bat ke naam se save karde.Aap iss file ko aisi jagah save kare jaha aapko ye aasani se mil jaye. uske bad aap isko open kare
Internet ko hotspot se share krne k liye steps
1. sabse pehle aap run open kare start par jakr ya phir windows me search kr ke run open kare
2. run me type kare "ncpa.cpl" enter dabaye
3. Jo Internet aapka connect hai us par right click kr ke properties pr click kre
4. share tab m jaye first option pr click krke allow kar de
5. ok pr click kr de aapka hotspot ready hai.
Step 4: agar hotspot band karna hai to aapko ek aur file banani hogi to phir se Notepad Khole aur niche diya gaya code karke Notepad me paste karde.
netsh wlan stop hostednetwork
step5. is file ko stopwifi.bat k nam se save karde
Ab aapke paas 2 file hai ek StartWIFi ke naam se aur ek StopWifi ke naam se to agar aapko Hotspot chalu karna hai to aap startwifi wale file par Double click karde aur aapka Hotspot chalu ho jayega.agar aapko Hotspot band karna hai to aap stopwifi wale file par double click kare aapka Hotspot band ho jayega.
post achhi lagi to share kare
0 comments:
Post a Comment