1 Naam Ke 2 Folder kaise Banaye Computer me
computer me ek naam ke 2 folder kaise hai aaj hum iss topic par bhat karke Ek naam ke 2 folder bhi create krenge or logo ke saath share bhi krenge iss mjhedaar trick ko. to aaj hum bina kishi software ke Ek naam ke 2 folder banayege to chaliye jaante hai ki kaise banate hai Ek naam ke 2 folder…..
1 Naam ke 2 folder kaise banaye
aaj me Aap ko bataunga ki aap Ek naam ke 2 folder kese bna sakte hai…….
Sabse pehle aap ek new folder banaiye..or..use name de do.. jese ( megamind )
fir aap ek or new folder Banaiye or us par right click karke rename par click kare
rename par click karne ke baad apne keyboard se ALT+0160 dabaye fir megamind name likhe…
or save kar de. ab aapke saamne Allrpcapp name se two folder teyar h !
esi tare Aap kahi folder bna sakte ho…
Note = Aap ( megamind ) ki jaghe par dusra name bhi rakh sakte ho….
0 comments:
Post a Comment