Saturday, 6 May 2017

Apne Computer/Laptop Ke taskbar Ko Hide,Small Or Rotate Kaise Kare.

Hello Friends Aaj ki is post me mai aapko bataunga ki kaise apne computer ya laptop ke taskbar ko customize karte hai.
agar aap computer ya laptop use karte ho. aaj hum aapko computer se related taskbar k bare me batane ja rahe hai. jisse aap kisi bhi computer ya laptop ke taskbar ko hidden kar sakte or small kar sakte or taskbar ko rotate bhi kar sakte hai.
jisse ki aapka computer achha dikhne lagega. or aap use apne mutabik set kar sakte ho. to chaliye friends jaane hai Ki kaise aap computer/laptop ke taskbar ko hidden, small or rotate kar sakte hai.


Friday, 8 July 2016

In Keyboard Shortcut Keys Se Chalaye Bina Mouse K Computer Easily



Hello Friends

Aaj Ki is post mai aapko keyboard ki shortcut keys batane vaala hu jiski madad se aap apne computer ya laptop ko wasily control kar sakenge. jyaadatar logo ko dikkat aaati hai ki unka mouse kam karna band. ya kharaab ho jaata kabhi kabhi chalta hai or chalte chalte ruk jaata hai. yeh dikkat logo ko hoti hai. jisse ve apne computer me achhi tarah se kam nahi kar paate. or unhe bahut hi dikkat aati hai. kyonki unhe shortcut ki ata nahi hote or veh gusse m aakar apna kam chhod dete hai or apne computer or laptop ko band kar dete hai. jyaadatar yeh dikkat laptop m aati hai unka mpuse bahut hi jaldi se kharaab hota. to friends mai aapko computer ki kuch shortcut ki batane ja raha hu jinki madad se aap apne computer ko easily control kar paaoge. to chaliye jaaante hai,

Tuesday, 28 June 2016

FIX "THE THIRD PARTY INF DOES NOT CONTAIN DIGITALL SIGNATURE INFORMATION" ERROR DRIVER THIK KAISE KARE DRIVER INSTALL KARTEY SAMEY


Hello Friends

Kabhi kabhi computer mai driver install kartey vaqt ek error message show hota "THE THIRD PARTY INF DOES NOT CONTAIN DIGITALL SIGNATURE INFORMATION" or aapke driver completely install nahi ho pate or aapko dikkat aati hai. AAJ MAI IS PROBLEM KA SOLUTION IS POST ME BATANE VAALA HU ki kis tarah aap is error ko solve karke apne computer me driver install kar sakte hai. or kam kar sakte hai vo bhi bahut easily. to chaliye jaante hai. kaise

Friday, 24 June 2016

Apne Computer Ki Speed Badaye In Best Method Se Easily



Hello Friends

Aaj is post me mai aapko bataunga ki kaise aap apne computer ki speed bada sakte aapne dekha hoga ki jab hum koi bhi naya computer ya laptop lete hai to vo bahut hi fast chalta bilkul badiya working karta hai kahi p hang nahi hota but jab usko kuch din ho jaate haitab thoda slow chalne lagta hai or bara bar dikkat karta hai. is problem ko solve karne k liye best method. chaliye jaante hai.

Monday, 20 June 2016

Apne Android Phone Me System App ko Ya Pre-Loaded Apps Kaise Uninstall Kare



Hello Friends

Aaj ki is post me mai aapko bataunga ki kaise aap apne android phone me pre-loaded app ko ya fir koi bhi system apps ko kaise uninstall kar sakte hai vo bhi bahut hi aasani se. aap jab kabhi bhi naya phone purchase karte ho to uske ander bahut si pre-loaded apps install hui vi aati hai jo ki jyadatar log is chij ko pasand nahi karte hai. or vo uninstall bhi nahi hoti hai isse aapko pareshaani bhi hoti hai. jyaada apps install karne k karan aapka phone hand hone lagta hai. or jo apps pre-loaded ate hai vo jyaadatar humare kisi bhi kam k nahi hote hai. or ve uninstall bhi nahi ho paate. lekin aaj is post me maine is problem ka solution le aaya hu. jiski madad se aap apne android phone me se system apps ko or pre-loaded apps ko uninstall kar sakte ho. to chaliye jaante hai kaise:- 
Next Page Home

Popular Posts